Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar{ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر}Lyrcis 2024

Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar{ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر}Lyrcis 2024

ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر

ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر
مگرانکی تصویر سینے میں موجود ہے

جس نے لاکر کلام الہی دیا
وہ محمد مدینہ میں موجود ہے

پھول کھلتے ہے پڑھ پڑھ کے صلی اللہ
جھوم کر کہہ رہی ہے یہ بادے صباء

ایسی خوشبو چمن كے گلوں میں کہاں
جو نبی كے پسینے میں موجود ہے

ہم نے مانا كے جنت بہت ہے حَسِین
چھوڑ کر ہَم مدینہ نا جائیں کہیں

یوں تو جنت میں سب ہے مدینہ نہیں
اور جنت مدینہ میں موجود ہے

چھوڑنا تیرا طیبہ گوارہ نہیں
سارے عالم میں ایسا نظارہ نہیں

ایسا منظر زمانے میں دیکھا نہیں
جیسا منظر مدینہ میں موجود ہے

وہ ابو بکر فارق عثمان علی
ہے یہ سب ان كے دین مبیح كے فقیع

وہ فقیحوں کے افسر شاہ انبیاء
وہ شہنشاہ مدینہ میں موجود ہےوہ

بے سہاروں کو سینے سے لپٹا لیا
جس نے جو مانگ اسکو عطا کر دیا

وہ فقیحوں کے افسر شاہ انبیاء
وہ شہنشاہ مدینہ میں موجود ہے

Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar in video

 

Hum Ne Ankhon Se Dekha Nahi Hai Magar in Roman English

Hum Ne Ankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
Unki Tasveer Sine Me Moujood Hai
Jisne Laakar Kalaame Ilaahi Diya
Wo Muhammad Madine Mein Maujud Hai

Phool Khilte Hein Padh Kar Ke Salle Ala
Jhoom Kar Keh Rahi Hai Ye Baage Saba
Aesi Khushbu Chaman Ke Ghulon Mein Kahan
Jo Nabi Ke Pasine Mein Maujud Hai

Hamne Maana Ke Jannat Bahot Hai Haseen
Chhod Kar Ham Madina Na Jayein Kahin
Yun To Jannat Mein Sab Hai Madina Nahin
Aur Jannat Madine Mein Maujud Hai

Chhodna Tera Tayba Gawaara Nahin
Saare Aalam Mein Aesa Nazaara Nahin
Aesa Manzar Zamaane Mein Dekha Nahin
Jaisa Manzar Madine Mein Maujud Hai

Woh Abu Bakr, Faruq, Usman, Ali
Hai Yeh Sab Un Ke Deene Mubih Ke Faqih
Wo Faqeeho Ke Afsar Shahe Anbiya
Wo Shahenshah Madine Mein Maujood He

Besahaaron Ko Sine Se Lipta Liya
Jisne Jo Maanaga Usko Ata Kar Diya
Wo Fakiron Ke Afsar Shahe Ambiya
Wo Shahenshah Madine Mein Mojud Hai

Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar

Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر

 

Related Naat Sharif Lyrcis:

Leave a comment